پروین شاکر نایاب ویڈیو پرانی اردو شاعری



پروین شاکر نایاب ویڈیو پرانی اردو شاعری 






baḳht se koī shikāyat hai na aflāk se hai
yahī kyā kam hai ki nisbat mujhe is ḳhaak se hai
ḳhvāb meñ bhī tujhe bhūlūñ to ravā rakh mujh se
vo ravayya jo havā ḳhas-o-ḳhāshāk se hai
bazm-e-anjum meñ qabā ḳhaak pahnī maiñ ne
aur mirī saarī fazīlat isī poshāk se hai
itnī raushan hai tirī sub.h ki hotā hai gumāñ
ye ujālā to kisī dīda-e-namnāk se hai
haath to kaaT diye kūza-garoñ ke ham ne
mo.ajize vahī ummīd magar chaak se hai

ﺑﺨﺖ ﺳﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺷﮑﺎﯾﺖ ﮨﮯ ﻧﮧ ﺍﻓﻼﮎ ﺳﮯ ﮨﮯ ﯾﮩﯽ ﮐﯿﺎ ﮐﻢ ﮨﮯ ﮐﮧ ﻧﺴﺒﺖ ﻣﺠﮭﮯ ﺍﺱ ﺧﺎﮎ ﺳﮯ ﮨﮯ ﺧﻮﺍﺏ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺗﺠﮭﮯ ﺑﮭﻮﻟﻮﮞ ﺗﻮ ﺭﻭﺍ ﺭﮐﮫ ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﻭﮦ ﺭﻭﯾّﮧ ﺟﻮ ﮨﻮﺍ ﮐﻮ ﺧﺲ ﻭ ﺧﺎﺷﺎﮎ ﺳﮯ ﮨﮯ ﺑﺰﻡ ...


अफलातून में कोई शिकयत नहीं है

ये क्या काम है कि निस्बत मुज यह है


आवाज रवय्या है हवस खस-ओ-शशाक

और यह एक पॉशक है

यह एक टिरि उप है। यह गर्म है

तु उजाला से किसि दीदा-ए-नमनक




Comments

Popular posts from this blog

Two Lines Sad Urdu Poetry 3

سندھ آٹھویں جماعت کے طلباء کو بغیر کسی امتحان کے فروغ دے گا

Two Lines Sad Urdu Poetry, 2